paan
lagaavaT kii adaa se un kaa kahanaa paan haazir hai
qayaamat hai sitam hai dil fidaa hai jaan haazir hai
[Akbar Allahabadi]
[lagaavaT = affection]
After a long time had good dinner in IIT,aur paan khaane kaa man kiyaa...
par kyaa kare aisaa koi naa milaa jo kahe paan haazir hai.
I think IIT should have a paan ka thela ..a typical U P style.

1 Comments:
the words are woven together especially beautifully in this one methinks - lagaavat and qayamat..
ek A-1 paanwala pakad ke la pune se, he'll set up shop outside ur hostel n say 'paan haazir hai' whenever u want ;))
Post a Comment
<< Home