Sunday, October 29, 2006

Aankho ki kahani......




















Do nainaa aaur ek kahaanee
thodaa saa baadal
thodaa saa paanee
aaur ek kahaanee

chhotee see do zeelon mein
wo bahatee rahatee hai
koee sune yaa naa sune
kahatee rahatee hai
kuchh likh ke aaur kuchh jubaanee

thodee see hain jaanee huyee
thodee see nayee
jahaa ruke aansoo
wahee pooree ho gayee
hai to nayee fir bhee hain puraanee

ek khatm ho to
doosaree yaad aa jaatee hai
hothhon pe fir bhoolee huyee
baat aa jaatee hai
do nainon kee hain ye kahaanee


Heard this song after a long time ....
Two days later experienced the same while sitting in a coffee shop...
sach baat hai ... tum chaho ya nahi ye aankhe sub kuch kah deti hai.....

Thursday, October 26, 2006

Iid

kyaa lutf-e-iid hai jo agar tum se duur huun
guzaregaa roz-e-iid tasavvur me.n aap ke......

Dont know who worte it ...
but it conveys all the emotions....

Monday, October 09, 2006

Naa jaane kyon......

Na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath
achanak ye man
kisi ke jaane ke baad, kare phir usiki yaad
chhoti chhoti si baat, na jaane kyon


a beautiful song ..... beautiful lyrics .
par aakhir Aisa kyon hota hai......?